Laage jab se sajan nainan
Aaye nahi tum bin chainan
Bin darshan ke tarsen akhien
Hijar main cham cham barsen akhien
Aake sun lo more benan
Aaye nahi tum bin chainan
Laage jab se sajan nainan
Chab dikhla do piyari piyari
Deed karado tum pe vaari
Peet milan ki main hun maari
Beete nahi ab yeh renan
Aaye nahi tum bin chenan
Laage jab se sajan nainan